Har Ek Baat Na Kyun Zahr Si Hamari Lage
ki ham ko dast-e-zamana se zakhm kaari lage
Udaasiyaan Hoon Musaalsaal Tooh Dill Nahin Rotaa
Kaabhi Kaabhi Hoo Tooh Yee Keifiyaat Bhi Pyari Lagay
Bazahir Ak Hi Shaab Hay Firaq-e-Yaaar Mgar
Koi Guzarnee Baithe Tooh Umaar Sari Lagay
Ilaj Is Dill-e-Daard-Ashnaa Kaa Kyaa Kijiyay
Ki Ter Baan Ki Jise Harf-e-Ghumgusari Lagay
Humaare Pas Bhi Baaithoo Bass Itnaa Chahtee Haen
Humaray Sath Tabiyaat Agar Tumhaari Lagay
Faaraz Teray Gham Kaa Khyal Hai Warnaa
Yee Kyaa Zaror Woh Soraat Saabhi Koo Pyari Lagay
|